Mera naam Sumit Kumar hai. Mai Patna( Bihar) ka rahne wala hu. Mere parents ab iss duniya me nhi hai. Mai aur mere 2 bhai sath me hi rhte hai. Maine apni study kafi muskilo k sath kiya. Jase tase maine apna class 10th bseb 2019 me kiya jisme maine 89.50% se pass hua, phir maine apna intermediate bseb 2021 me kiya jisme mujhe 84% marks aaye. Maine pdhaai k sath sath tution bhi maine pdhaaya.

Pdhaane k sath sath maine online jee ( mains) ki tayari ki jisme mujhe National Institute of Technology Meghalaya me Civil Engineering beach mila but financial problem Mujhe college jane ko rok rhi thi phir maine college se contact kiya to unhone mujhe college me aakr milne ka permission diya. Jb mai college aaya to mai kafi dra hua tha ki kase mera hostel and mess fee submit hoga tb mujhe waha dr A. C. nayak ne meri help ki unhone hostel fee and tution fee ka date extension krwaaya aur mujhe Pravin sir se milne ka sujhabab diya. Pravin sir ne meri hr problem ko bariki se smjha aur mujhe Yuj se hostel aur tution fee ke money mujhe provide kraye. Us din Muje lga ki aaj bhale hi mere maata pita bhle hi sath n ho but us din Pravin sir (Yuj) ne meri ek parents ki trh help krke meri problem ko dur kiya…

Aaj mai Yuj k kaaran hi mai apna dream pura ke rha hu.

Jab mai bhi financial independent ho jaunga to Yuj ka hissa bnkar apne jase logo jinko meri help chahiye hogi to mai to apni puri honesty k sath mai uski help krna chahunga.

Thank You
Yours Lovingly
Sumit Kumar
b22ce031
NIT Meghalaya, Civil Engineering

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *